YATEEM ,Rehmat,PASAND-NA PASAND,Aalim e Deen ki Maut, Rizq hadis
"(Take) Duniya wa Akherat mein (fikr karo) aur tum se YATEEMO ke bare mein sawal karte hain, kah do ke un ke kaam ki islah karna behtar hai aur agar apni zindagi ko unki zindagi mein mila lo (to koi...
View ArticleKHANA KHAANE MEIN BARKAT
KHANA KHAANE MEIN, GHAR MEIN AUR RIZQ MEIN BARKAT1. Imam Ali (as):Agar Barkat chaahte ho to khana khaane ke liye jab baithho to haath zaroor dho lo, chaahe pehle se saaf hi kyun na ho'n.(Tibb e Imam...
View ArticleMASJID ahadis
1. Allah (swt):Tumhe apne ghar se lagao hai aur tum usme rehna pasand karte ho, magar jab Mere Ghar mein aate ho to bechaini mehsus karte ho!(Al-Hadith Al-Qudsi)2. Imam Sadiq (as):'Tawraat' mein likha...
View Articlenaam ahadis
1. Allah (swt) ke Naam1. Rasule Khuda (saww):Allah ke 99 naam hai, jo koi Usay in naamo'n se pukarega uski Dua mustajab hogi aur jo koi inhe yaad karega wo Jannat mein daakhil hoga.(Uddatud Dai)2....
View ArticleGaali (Hadith)
1. Holy Quran:Jo log Allah ke siwaa doosro’n ki ibaadat karte hain unhe gaali NA diya karo warna wo log bhi Allah ko be-samjhe bujhe adaawat ki bina par gaali denge.(Surah Anaam, Surah 6, Ayat 108)2....
View ArticleJHOOTI QASAM
♦JHOOTI QASAM♦🔻Quran(بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ)(وَمِنَ النَّاسِ مَنْ يُعْجِبُكَ قَوْلُهُ فِي الْحَيَاةِ الدُّنْيَا وَيُشْهِدُ اللَّهَ عَلَىٰ مَا فِي قَلْبِهِ وَهُوَ أَلَدُّ...
View Articleशौहर बीवी और मान बाप हदीस के आईने में |
1. SHAUHAR - BIWI-------------------------------Rasule Khuda (saww):Jo shakhs kisi aurat ko apni biwi banata hai to uska ehteraam (respect) bhi karna chahiye.(Aasmani Nasihatein, v1, p115)Rasule Khuda...
View Articleएक दुसरे के ऐब को छुपाना हदीस के आईने में
Aib (Defect) (1)Rasule Khuda (saww):'SUBHANALLAH' ki Tafseer ye hai ke Allah ko har naqs o aib se PAAK samjhe (to accept that Allah is free from all defects).(Sharh Dua e Kumail)(2) Imam Baqir (as):Har...
View Articleसिफ़ात ऐ मोमिन हदीस के आईने में
1. Imam Sadiq (as):Momin ka rutba (status) Khana e Kaaba ki hurmat se buland hai.(Khisaal, p41)2. Imam Sadiq (as):Momin insaan ka ehteraam hurmat e Kaaba se zyada hai.(Aasmaani Nasihatein, v1, p30)3....
View Articleआंसू हदीस के आईने में
1. Imam Husain (as):Jis momin ki aankh se ek qatra aa'nsu ka hamari musibat mein nikle ya aankhein uski aa'nsuo'n se bhar aayein Haq Ta'ala usko hamesha Behisht (Jannat) mein rakhega.(Bihaar ul Anwaar,...
View Articleपानी हदीस के आईने में
PAANI PEENE KE ADAAB 🔸🔹🔸🔹🔸🔹1. Rasule Khuda (saww):Duniya o Aakherat mein sab khaano'n ka sardaar Gosht hai aur tamaam mashrubaat (peene ki cheez) ka sardaar Paani hai.(Wasaail ush Shia, v17, p51)2....
View Articleग़दीर और हदीस ऐ मासूमीन
★EID - E - GHADEER★🔹🔸🔹🔸🔹🔸1⃣Imam Sadiq (a.s):Hazrat Ali ibne Abi Taalib (a.s) ke saath jo huwa uspar mujhe ta'jjub hota hai. Hazaaro'n gawaah hone ke bawajood wo apna haq nahi haasil kar sake, jab ke...
View Articleदुआ हदीस के आईने में
1. Imam Sadiq (as)se puchha gaya ke Dua maangne ka sahi tariqa kya hai to aap ne farmaya, "Dua ki ibteda mein Khuda ki Hamd karo aur apne upar hone waali ne'maat ko yaad karo, phir Uska shukr bajaa...
View Articleक़ुर्बानी हदीस के आईने में
1) Imam Sadiq (a.s.):"Qurbaani sirf usi jaanwarki ki jaaye jo Zilhaj ke pehle Ashre me khareeda gaya ho."(Man la yehzar al faqee , jild 2 , hadees 3087)2) Imam Moosa Kazim (a.s):"Ghar ke paale huwe...
View Articleजुमा के दिन सफर करना
Imam Baqir (a.s)Jo musafir sawaab ki niyyat se Namaz e Juma padhega to Allah usko 100 Namaz e Juma qaayam karne ka ajr dega.(Amaali - Shaikh Sadooq, p20)Imam Naqi (a.s)Jume K Din Us Waqt Tak Safar Na...
View ArticleDASTARKHWAN PAR ZYADA DEYR TAK BAITHHNA MUSTAHAB HAI
Imam Sadiq (as):Jab koi qaum khana khaa rahi ho to Khuda uspar kabhi Azaab naazil nahi karta, kyun ki Allah Ta'ala is se kahi'n Ajall o Akram (glorious and generous) hai ke unhe khane ke liye Rozi de...
View ArticleNe'maat ki zyada ummeed
1. Imam Reza (as)se sawaal huwa ke Mareez aur Musafir Namaz e Shab raat ke pehle hisse mein padh saktey hain, aakhir iski kya wajah hai?Imam (as) ne farmaya, "Musafir ko uske safar ki wajah se iski...
View ArticleHadith on Pregnancy khajoor
1. Rasule Khuda (saww):Jab kisi aurat ke yahaa'n wiladat ho (bachcha paida ho) to usay chahiye ke wo meethhi khajoor (dates) ya chhuaare khaaye kyun ki agar is se behtar koi cheez hoti to Allah Ta'ala...
View ArticleHalal, Mustahabb, Mubah, Makrooh & Haram
There are two main categories in Islam; Halal (permissible) and haram (forbidden). What is halal is divided into 4 sub-divisions based on the way in which they were made allowable.1. Wajib/Fard =...
View ArticleShab e jummah Amaal for Marhumeen
💁Har shabe jumma:2⃣rakat namaz padhe, jiski niyat hadiye 👼marhoomin ki kare.👉phli rakaat me Al Hamd k baad Sure Inna anzalna padhe.👉dusri rakat me sure Kausar padhe aur📆pure hafte k marhumin ko baksh...
View Article